veeraaa... Yeh sarrati sarrati raftarein hain Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain veeraaa... Yeh sarrati sarrati raftaarein hain Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain Tharrata tharrata ik toofan jo Chhoo ke jo guzre toh Tham jaati rahein hain veera, veeraaaa .....veeraaa..... Ziddi iraada hai koi Kismat ki ik jo na maane Dil ka ik shola junoon ka Khole ujaalon ke khaare Raaton ko cheere, subah ki teerein Kaali zanjeerein todh ke hi bana din naya Waqt ne kuch aisa, lamha chuna ho Saare itihaason pe jo chhodega apne nishaan Sarrati sarrati raftaarein hain Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain Tharrata tharrata ik toofan jo Chhoo ke jo guzre toh Tham jaati rahein hain Mushkil woh mushkil hi kya hai Baazi jo jaan pe na aaye Ho gir hain bhi gir hain kahaan hain Aasani se khul jo jaaye Khayaalon mein bhi jo Mumkin nahin ho Wohi kar dikhana Himmaton ki toh pehchaan hai Khud mein khudi ka Kuch bhi kahaan hai Jaan bus wohi hai Yaarion pe jo qurbaan hai Sarrati sarrati raftaarein hain Aagey bas manzil hai, peeche hawayein hain Hey hey harrata tharrata ik toofan jo Chhoo ke jo guzre toh Tham jaati rahein hain veera, veera .....