Hmm… kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho Tumko milega utna pyaar main hoon na Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na Kabhi jo tum socho ke tum yeh dekho Arre kitna mujhko tumse pyaar hai To chup mat rehna yeh mujhse kehna Arre koi kya aisa bhi yaar hai Dil hi nahin re jaan bhi de jo tumhe Dil hi nahin re jaan bhi de jo tumhe Oh to main kahoonga sarkaar main hoon na Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho Tumko milega utna pyaar main hoon na Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na Kehne ki ho dil mein koi baat mujhse kaho Koi pal ho din ho ya ho raat mujhse kaho Koi mushkil koi pareshaani aaye Tumhe lage kuch theek nahin haalaat mujhse kaho Koi ho tamanna ya ho koi aarzoo Koi ho tamanna ya ho koi aarzoo Oh, rehna kabhi na beqaraar main hoon na Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho Tumko milega utna pyaar main hoon na Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na Dekh lo idhar to ek baar main hoon na