Oo aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga hai pataa Tu jo chahe waisa samaa ho teri razaa Tu jo chahe tapti dhoop mein aye khuda Khilta hua gulistaan hoga Tune banayi raahein, tune banayi manzil Hum le chale hain apna kaarwan Aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga aye khuda Tehni tehni se dekho, toota hai har patta Bikhra hua padaa hai aaj ye gulistaan Jilmilata yahan muskurata yahan tha khushi se kabhi ye aashiyan Rehbar ho tum hamare phir kaisa dia pharmaan Farishte bhi ruswa honge dekh ke ye anjaam Ye na chahe koi ab bataa de tuhi Keh kar apna tu kyun ban ta anjaam Aye khuda teri marzi ke aagey kya hoga hai pataa Tu jo chahe waisa samaa ho teri razaa Tu jo chahe tapti dhoop mein aye khuda Khilta hua gulistaan hoga Tune banayi raahein, tune banayi manzil Hum le chale hain apna kaarwan