Kas Ke Joota Kas Ke Belt Khons Ke Andar Apni Shirt Manzil Ko Chali Sawaari Kandho Pe Zimmedari Haath Mein File Man Mein Dum Meelon Meel Chalenge Hum Har Muskil Se Takrayenge Tas Se Mus Na Honge Hum Duniya Ka Naara Jame Raho Manzil Ka Ishaara Jame Raho Duniya Ka Naara Jame Raho Manzil Ka Ishaara Jame Raho Yeh Sote Bhee Hain Attention Aage Rehne Ki Hai Tension Mehnat Inko Pyari Hai Ekdum Aagyakari Hain Yeh Omlet Par Hi Jeete Hain Yeh Tonic Saare Peete Hain Waqt Pe Sote Waqt Pe Khate Taan Ke Seena Badhte Jate Duniya Ka Naara Jame Raho Manzil Ka Ishaara Jame Raho Duniya Ka Naara Jame Raho Manzil Ka Ishaara Jame Raho Yahaan Alag Andaz Hai Jaise Chidta Koi Saaz Hai Har Kaam Ko Taala Karte Hain Yeh Sapne Paala Karte Hain Yeh Hardum Socha Karte Hain Yeh Khud Se Poocha Karte Hain Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho Kyon Manzil Ka Ishaara Jame Raho Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho Kyon Manzil Ka Ishaara Jame Raho Yeh Waqt Ke Kabhi Ghulam Nahin Inhain Kisi Baat Ka Dhyan Nahin Titli Se Milne Jaate Hain Yeh Pedon Se Batiyate Hain Yeh Hawa Batora Karte Hain Barish Ki Boondein Padhate Hai Aur Aasmaan Ke Canvas Pe Yeh Kalakariyan Karte Hain Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho Kyon Manzil Ka Ishaara Jame Raho Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho Kyon Manzil Ka Ishaara Jame Raho