Zara Zara--Bombay Jayshree Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj To Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj To Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse Hum Yaar Bheeg Jaaye Is Chaahat Ki Baarish Mein Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye Tu Apni Ungliyon Se Main To Hoon Isi Khwaayish Mein Sardi Ki Raaton Mein Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein Hum Dono Tanha Ho Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj To Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Aaja Re Aa Re Tadpaye Mujhe Teri Sabhi Baatein Ek Baar Ay Deewani Jhootha Hi Sahi Pyaar To Kar Main Bhooli Nahin Haseen Mulakaatein Bechain Karke Mujhko Mujhse Yun Na Pher Nazar Roothega Na Mujhse Mere Saathiyan Yeh Vaada Kar Tere Bina Mushkil Hain Jeena Mera Mere Dil Mein Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj To Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re...