[00:13.34] Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara [00:24.18] Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara [00:34.98] Meri fikr-e-bekaraan ne do jahaan ko chhaan maara [00:45.66] Gham-e-zindagi ka, ya rab [00:51.12] [00:59.10] Meri aarzu ko bakhshi teri har nazar ne rafwat [01:09.53] Meri aarzu ko bakhshi teri har nazar ne rafwat [01:20.08] Usse bekaraan karega mere shauq ka sharara [01:30.47] Usse bekaraan karega [01:35.84] [01:43.55] Main kabhi rawaan-dawaan tha kahin dasht-e-bekhudi mein [01:54.13] Main kabhi rawaan-dawaan tha kahin dasht-e-bekhudi mein [02:04.45] Kisi duur ki sada ne mujhe pyaar se pukaara [02:14.94] Kisi duur ki sada ne [02:20.13] [02:27.90] Mera zarf ye ke lekar gham-e-bekaraan main chup hoon [02:38.47] Mera zarf ye ke lekar gham-e-bekaraan main chup hoon [02:48.78] Na sukhan se raaz paida, na jabeen se aashkaara [02:58.81] Gham-e-zindagi ka, ya rab, na mila koyi kinara [03:08.98] Gham-e-zindagi [03:15.46]