作词 : Piyush Kapoor 作曲 : Chaitanya Bhaidkar/Govind Gawli/Piyush Kapoor/Pratik Kulgod/Vikalp Sharma Main, nashe mein reh ke bhi nashe se darta hun Main, saare zamaane se chhup ke guzaraa hun Main, izehaar karta hun aaj ye Main, kaali deewaro pe kaalikh se likhta hun Main, saare zamaane se chhup ke guzaraa hun Main, izehaar karta hun aaj ye Mahaul saa hai yahan, hai kaun kiska khuda yahan Mahaul saa hai yahan, hai kaun kiska hua yahan Main, darta hun galiyon se Main, behta hun naliyon se main, darta hun inn galion se aata hun mai jahan se main, behta hun inn naliyon se Mahaul saa hai yahan, hai kaun kiska khuda yahan Mahaul saa hai yahan, hai kaun kiska hua yahan