作词 : Sasha Alahm/Taba Chake 作曲 : Taba Chake tanha tanha sa main rehta tha aankhon mein sapne bunta thaes fir leher uthhi beh chala kuch dara sehma sa main, nikal pada naye shahar mein chalta raha rukawaton se main na dara nayi udaano ki dishaon mein uda uda sa main badhta chala manzilon ke main qareeb aaya aisa laga mujhe, jaise naya purana sab maine bhula diya woh jo thi meri galtiyaan sabne jo dekhe the inmein ab hum rehte hain yeh kya ho gaya, kahan main aaya badhta chala main yun nayi dishaaon mein naya hai samaaa, nayi hai hawaaa mujhko lagi jaise kisi apne ki dua yahi hai meri daastaan yahi hai meri daastaan sunani thi mujhe jo aaj {na rukna, na thakna, na thamna, chahe jo bhi hoooo}