Mein... Jaalta raha Tu... Hasta raha Dil ne kaha Bohat shukriya Tu... Tu na raha Mein... Mein na raha Dil bhooj gaya Ab kia kiya Teri baaton se chingariya urti rahi Meri jiwan mein roshini ab nahi rahi Shayad wohi thi Thi dewaanagi Gaaye... Yeh Dil mera Tera he geet Ab toh. Khud se bhi mein heraan nahi Heraan nahi Mein... Ulja raha Mein... Bikra raha Khud se yu Dar ta raha Mein... Dar ke simaa Yu... Larta raha Bun ke dhoowa Urta raha Teri saason mein jo aaj thi Bhooj si gayi Meri jiwan mein jo thi kami ab na rahi Shayad wohi thi Haywanagi... Gaaye... Yeh Dil mera Tera he geet Ab toh. Khud se bhi heraan nahi Mein... Jalta raha Tu... Hasta raha Dil ne kaha bohat shukriya