Yaara... Mazilein ruswaa hain Khoya hai raasta Aaye le jaaye Itni si iltajaa Yeh meri zamaanat hai Tu meri amaanat hai...Aaa... Mujhko iraade de Kasamein de, waade de Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de Dil ko thikaane de naye bahaane de Khaabon ki baarishon ko mausam ke paimaane de Apne karam ki kara adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sunn raha hai na tu Ro rahi hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro rahi hoon main Sunn raha hai na tu Ro rahi hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro rahi hoon main Ra ra... Waqt bhi theharaa hai Kaise kyun yeh hua Kaash tu aise aaye Jaise koi dua Tu rooh ki rahat hai Tu meri ibaadat hai Apne karam ki kara adaayein Kar de idhar bhi tu nigaahein Sunn raha hai na tu Ro rahi hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro rahi hoon main Sunn raha hai na tu Ro rahi hoon main Sun raha hai na tu Kyun ro rahi hoon main