作词 : Rob C 作曲 : Lakshya Tatolta jo apni yaadon mein main baatein Teri zakhmo pe namak hu jaise dholta Main bolta hu sach hain chubhti mujhko saanse Teri jhooth na main hu kasam se bolta Badolatay meri wafa ke hai saza yeh meri Mahol namm hai dilruba hawa hai meri Jodta hu tukde toote kaanch ke jo Khoon beh rha hai woh bhi khaultaa Abhi bhi yaad teri aati hai Lage ki baat ab bhi baaki hai Naseeb mein nahi thi mere ab main jaanta Zameen se nahi thi woh main yeh tha maanga Ajeeb si thi latt lagi mujhe teri main jaise intezar kar rha tha maut ka Bhida main yoon hi har kisi se Tere peeche naa bhidta jo mujhe pta hote nateeje Mila hi kya hai mujhko jeeke Gala bhi kaat do toh khoon hi bahega Bas simat chuki hain saari meri cheekhein Sab khatam Bhool ke na aana meri paas mein Khatam Thook ke tu baithna na chaatne Khatam Ghoot bhar ke pee chuka hu jaam main Khatam Ho gaya khatam Kiya hai maine kya jo itna hai khafa Tu? Kiya kya maine na mujhe bhi toh bta tu Tha khauf sa mujhe main darti thi lage Khatam sa ho gaya tha jaise mera hausla Ab aur na karu kisi pe eitbaar main Main chaahu toh bhi ho sakega aur naa Mujhe bhi yaad teri aati hai (Aur) Lage mujhe bhi baat baaki hai (Par) Kahi jo baatein maine hongi tujhko yaad na Naseeb waali baat hai nahi yeh jaanejaa Nikaali tune galtiyaan jo meri apne aap pe Zara bhi kar saka tu gaur naa Khatam si ho gayi hain baatein Toh ab na hongi mulaakaatein Guzarti karwaton mein raatein Guzarti karwaton mein raatein Tatolta jo apni yaadon mein main Baatein teri zakhmo pe namak hu jaise dholta Sab khatam Bhool ke na aana meri paas mein Khatam Thook ke tu baithna na chaatne Khatam Ghoot bhar ke pee chuka hu jaam main Khatam Ho gaya khatam