作词 : Goldie Sohel 作曲 : Goldie Sohel Aakhon hi Aakhon mein Keh do na Tujhe mujhse mohabbat hui hai Baaton hi baaton mein Keh do na Tujhe meri zaroorat hone lagi hai Tera ishaara kaafi hai Tera nazara kaafi hai Saare ghamo ko bhula kar Je loon main zindagi Aakhon hi Aakhon mein Keh do na Tujhe mujhse mohobbat hui hai Aisa lage tu jaise apna hai Ya yeh koi andekha sapna hai Jo haqiqat badalne laga Dil mai mere tu hi toh rehta hai Ab kyun bhala dil mujhse kehta hai Tu hai toh hai mera jahaan Teri nadaniyaan Teri madhoshiyaan Teri tanhaiyaan Ab meri hui Tu mere paas ho Tu mere saath ho Aisi har raat ho Teri Meri Tera ishara kaafi hai Tera nazara kaafi hai Saare ghamo ko bhula kar Jee loon main zindagi Aakhon hi Aakhon mein Keh do na Tujhe mujhse mohobbat hui hai Baaton hi baaton mein Keh do na Tujhe meri zaroorat hone lagi hai