作词 : Mj Morjim 作曲 : Mj Morjim Is bhir bhar ki zindagi mei Bohot sare kisse Bohot sare pehlu hote hai Kuch kisse aisi hoti hai Jo puri zindagi bas ek Bari si paheli banke reh jati hai Raat gayi baat gayi Phir bhi is barsaat ne Yaad dilayi woh lamhe Woh yadein kaise bhulu Jo tere sath bitayi Phir bhi tune na samjha Ek pal mujhe Mohabbat pyar Jo ek tarfa pyar karte hai na Unse behtar Kon janega Yeh jo haal mera aj Sine mei jo yeh dard Aasuon se behta raha mera gum Na kisine dekha na samjha Andar hi tarapta raha Phir bhi mita na saka Tere pyar ka wajood Hum bina jane kisiko Itna chahne lag jate hain Ki baadmei wohi chahat Nafrat mei badal jati hain Na mein hu koi sahjahan Na bana sakta hu tajmahal Phir bhi rakha tha baitha ke Tujhe apne palko par Yeh behti hawaien bhi toh Tera hi ehsas dilaye Yeh barisho ke bunde Yaad dilaye teri muskurahat Ab yeh muskurahat Lage jaise jeher Na rahega koi chahat Kitna bhi karib ho tu Jab ehsaas hua mujhe Yeh hai sab sare jhooth Dhokha Hai sari dhokha Dhokha Hai sari dhokha Dhokha Hai sari dhokha Dhokha Hai sari dhokha Haan ek tarfa Ek tarfa mera pyar tha Par aisa bhi toh nahi Ki tujhe pata nai tha Yeh dosti na yeh yari thi Kaisi yeh rishta apni thi Par tujhe na koi fark Mere paiso se bas tuhjhe toh Aish karni thi Phir bhi na tujhse kuch shikwa Na mera tujhse kuch shikayat hai Par jate jate toh Ek bar samajh lete Mere dil mei tere liye kya hain Ab ja chuki hai toh ja Seh lunga yeh gum Ab na kabhi ayega woh shyam Kush rahe tu yeh dua karu mei hardum Jaha bhi rahe tu Salamat rahe tu Kiu bola tha na meine Meri jaan hain tu Kisiki pyar ka kabhi faida mat uthana Kiuki bahar lagi chot toh mit jayegi Par dil mei basi dard aur chot ko Kaise mitaoge Dhokha Hai sari dhokha Dhokha Hai sari dhokha Dhokha Hai sari dhokha Dhokha Hai sari dhokha Dhokhadari hai yeh sab dhokhadari hai Dhokhadari hai yeh sab dhokhadari hai Dhokha hai yeh sab sab dhokhadari hai Dhokhadari hai yeh sab dhokhadari hai Dhokha hai yeh sab sab dhokhadari hai Dhokha hai yeh sab sab dhokhadari hai Dhokhadari hai yeh sab dhokhadari hai Dhokha hai yeh sab sab dhokhadari hai