作词 : Danny 作曲 : Danny Aankho me aankh daal Baat kare aankhe meri Vision hai saaf mera Tabhi baatein samjh aari Chal jaate thoda dur Fookunga ilaake me ni Movies dekhu khelu game kattri aisi raate meri (2x) Karu mic ko check, dikhte likhta facts Karu mai sab confess Jese likhta test Naa daala sound effects, Rakhta raw me rap Rahu real, naa karta fake flex. Saath me family to photos kyu click karu Insta pe story nai moment ko lift karu Dissing ke chakkar me time ko na miss karu Mix mere vibes Yaar dost mere miss karu Baatein karu jaise likhu me rap Agar Shabdon me dum tabhi bajenge bang Move mera unplanned, mujhe pasand h chess Mu tera band hoga jabhi bajenge tracks Impact mera 2020 me dekh Sirf gaano se baatein kare Sidha checkmate dunga me shot Par bache ye chaale chale Saamna karu halaaton ka hamesha Life me jabhi jabhi laafe pade Har kadam pe zindagi pissti dekh, Isliye Buland iraade bane Aankho me aankh daal Baat kare aankhe meri Vision h saaf mera Tabhi baatein samjh aari Chal jaate thoda dur Fookunga ilaake me ni Movies dekhu khelu games Katri aisi raatein meri (2x) Rehna h true khudse or pannon pe Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai Gaanon se mere career bana lu mai Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai Music ke saath Mere gharkon sambhaal lu mai Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai Hip Hop ke saath mujhe sabko nacha du mai Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai Dena nai reason Zindagi mission Murder kiya maine logo ki soch ko Banaa criminal me Banenge tipper to case critical h Bola jo karta deliver mai Pehle me sochta tha gaane kaise banenge ? Jo likhta me bars, kaanon pe vo kese langenge ? Jo jeeta me lifestyle Bars vahi likhe Tike gaane banaa ke sikhenge Agar kaam me chingaari tabhi scene mera lit karu Adchhane beech me to quit nahi fix karu Nai thi bandhi sahi khudse kyu jhut bolu Banaa best mujhe Khudpe yakeen rakhu Pyaar se tu chutiya banaale par Gusse se nai Ghusenge andar to kutenge bhai Kaam me hai barkat to rukenge nai Musibat me khada hai to bhulenge nai Aankho me aankh daal Baat kare aankhe meri Vision hai saaf mera Tabhi baatein samjh aari Chal jaate thoda dur Fookunga ilaake me ni Movies dekhu khelu game kattri aisi raate meri (2x) Rehna h true khudse or pano pe Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai Gaano se mere career bana lu mai Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai Music ke saath mere ghar ko sambhaal lu mai Yeh mera vision hai Yeh Mera Vision hai Hip Hop ke saath sabko nacha du mai Yeh mera vision hai Yeh mera vision hai