作词 : Akash Het Singh 作曲 : Souvik Kabi Jism se mera, na koi waasta, dil to hai tere pyaar ka pyasa, Jism se mera, na koi waasta, dil to hai tere pyaar ka pyaasa, tu rooh hai meri saya main tera, har dua me zikra bas tera, main tera hun tu meri hai, laut aao na Kahaani adhoori hai, main tera hun tu meri hai, laut aao na Kahaani adhoori hai, raat guzar jaati hai, hooooooo........ bas kami teri hoti hai, sote hain kehne ko hum, neendein kahan poori hoti hain, main tera hun tu meri hai, laut aao na Kahaani adhoori hai, main tera hun tu meri hai, laut aao na Kahaani adhoori hai, humko bharosa tha teri mohabbat par, dil ko shayad tha tumko khone ka dar, zakhm tera kahin bana na zahar, mere adhoore sapno ka tu raha adhoora safar, main tera hun tu meri hai, laut aao na Kahaani adhoori hai, main tera hun tu meri hai, laut aao na Kahaani adhoori hai.