作词 : Youngveer 作曲 : Darshan Raval Akhiyon se dariya beh gaya haye Khwaab woh adhoora reh gaya Jag bhi paraya ho gaya haye Juda tera saya ho gaya Teri duniya mujhe ab na ganwara hai Par tu hassdi reh bas yehi sahara hai Mohabbat ho gayi thi donon ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Mohabbat ho gayi thi donon ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Chaand bhi rootha taare bhi roothe Aasmaan bhi mera na raha Hairan hoon main dil mein tere kyun Mera basera na raha Chalo rabb di ae je manzoori Mainu vi koyi gila nahi Lakhan si main mannatan mangeya Par kyun tu mila nahi Yahi kismat thi deewane ki Main haara jeet huyi zamaane ki Mohabbat ho gayi thi donon ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Mohabbat ho gayi thi donon ko Ek arsa ho gaya Mera yeh ishq tha do tarfa Ab ek tarfa ho gaya Mohabbat Mohabbat ho gayi thi 人声 : Darshan Raval