Janam janam Ho tu hi mere pass maa Janam janam Ho tu hi zameen aasman Janam janam Ho tu hi mere pass maa Janam janam Ho tu hi zameen aasman Ye hai khabar, dil mein kahin Rab rehta hai darbadar Mere dil mein rehti, Bholi bhali meri maa Mere dil mein rehti, Bholi bhali meri maa Pagli hai duniya, rab ko manane Mandir mazaaro, tak jaati hai Ghar mein hi mere, hota hai teerath Mujhko nazar jab, maa aati hai Mujhko nazar jab, maa aati hai Janam janam Tu meri ardaas maa Janam janam Tu mera ehsaas maa Sach ka pata dil mein hi hai Par mujhko ye pata Mere dil mein rehti Bholi bhali meri maa Mere dil mein rehti Bholi bhali meri maa Bachpan se ab tak Maa se kya seekha Main ye jahan ko batlaunga Jab naaz hoga, tumko bhi mujh pe Woh din yakeenan, main laaunga Woh din yakeenan, main laaunga Janam janam Ho tera vishwaas maa Janam janam Rahun main tere paas maa In khwahishon in koshishon Se pehle toh magar Mere dil mein rehti Bholi bhali meri maa Mere dil mein rehti Bholi bhali meri maa