Main rahoon ya na rahoon Tum mujhme kahi baaqi rehna Mujhe neend aaye jo akhiri Tum khaabo mein aate rehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Main rahoon ya na rahoon Tum mujhme kahi baaki rehna Kisi roz baarish jo aaye Samaj lena boondo mein main hu Subah dhoop tumko sataaye Samaj lena kirno mein main hu Kisi roz baarish jo aaye Samaj lena boondo mein main hu Subah dhoop tumko sataaye Samaj lena kirno mein main hu Kuch kahun ya na kahun Tum mujhko sadaa sunte rehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Hawaon mein lipta huva main Guzar jaoonga tumko choo ke Agar mann ho to rok lena Thehar jaoonga in labo pe Hawaon mein lipta huva main Guzar jaoonga tumko choo ke Agar mann ho to rok lena Thehar jaoonga in labo pe Main dikhoon ya na dikhoon Tum mujhko mehsoos karna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Bas itna hai tumse kehna Main rahoon ya na rahoon Tum mujhme kahi baaqi rehna