Pairon mein bandhan hai Payal ne machaya shor Pairon mein bandhan hai Payal ne machaya shor Sab darwaaze karlo band Dekho Aaye, aaye chor Pairon mein bandhan hai Thod de saare bandhan tu Machne de payal ka shor Thod de saare bandhan tu Machne de payal ka shor Dil ke sab darwaaze khol Dekho Aaye, aaye chor Pairon mein bandhan hai Kahoon mein kya, karoon mein kya Sharam aajati hai Na yun tadpa ke meri jaan Nikalti jaati hai Tu aashiq hai mera sacha Yakin to aane de Tere dil mein agar shaq hai To bas phir jaane de Itni jaldi laaj ka ghunghat na kholoongi Sochoongi phir soch ke kal parson bolungi Tu aaj bhi haan na boli, Oye Kudiye teri doli le na jaaye koi aur Pairon mein bandhan hai Payal ne machaya shor Sab darwaaze karlo band Dekho Aaye, aaye chor Thod de saare bandhan tu Machne de payal ka shor Dil ke sab darwaaze khol Dekho Aaye, aaye chor Pairon mein bandhan hai Jinhe milna hai kuch bhi ho aji mil jaate hain Dilon ke phool, To pathjhad mein bhi khil jaate hai Zamaana doston dil ko deewaana kehta hai Deewana dil zamaane ko deewana kehta hai. Le mein saiyaan aagayi Saari duniya chod ke Tera bandhan baandh liye saare bandhan tod ke Ek duje se jud jayen Aa hum dono ud jayen Jaise sang patang aur dor Pairon mein bandhan hai Payal ne machaya shor Sab darwaaze karlo band Dekho Aaye, aaye chor Thod de saare bandhan tu Machne de payal ka shor Dil ke sab darwaaze khol Dekho Aaye, aaye chor Sab darwaaze karlo band Dekho Aaye, aaye chor Dekho Aaye, aaye chor Dekho Aaye, aaye chor Dekho Aaye, aaye chor