Dil ka yeh kya raaz hai Jaane kya kar gaye Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye Dil ka yeh kya raaz hai Jaane kya kar gaye Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu I Love You Tu ru ru Yeah yeah I Love You Tu ru ru Yeah yeah I Love You Din bhar kare baatein hum Phir bhi lagey baatein adhoori aaj kal Mann ki dehleezon pe koi aaye na Bas tum zaroori aaj kal Abr main hoon tu aasmaan hai Paas hai tu par kahaan hai Zidd meri tu nahin meri aadat hai tu I Love You Kabhi kabhi main khud se hoon yeh poochhta Main tere kaabil bhi hoon kya Itna toh mujhe hai maloom mil ke tujhe Behtar main insaan bann gaya Thoda thoda tujhse seekha Pyaar karne ka tareeka Dil ke khuda ki mujh pe inaayat hai tu I Love You Dil ka yeh kya raaz hai Jaane kya kar gaye Jaise andheron mein tum chaandni bhar gaye Kare chaand taaron ko mashahoor itna kyun Kambakht inse bhi khoobsurat hai tu I Love You