Bikhri bikhri si zulfein hayn kyun Khoyi khoyi si aankhein hayn kyun Gham ka yeh pal guzar jayega Phir koi humsafar Aayega Bikhri bikhri si zulfein hayn kyun Khoyi khoyi si aankhein hayn kyun Gham ka yeh pal guzar jayega Phir koi humsafar Aayega Beete pal bhool ja Woh pal nahin hayn kahin Laayenge pal naye, Ek Zindagi phir haseen Yeh Bheegi Palkein utha Yeh soch ke muskura Laayega phir samay koi zamaana aisa yahan Phir chalegi hawa manchali Phir se mehkegi koi kali Phir koi humsafar aayega Dil koi geet phir gaayegaa Raat lambi sahe phir bhi yeh Ek raat hay Subah ho jaayegi sau baaton ki baat hay Phir jaagegi yeh fiza Phir dil ka Ek rassta Le jayega waheen tujhe Tere hay manzil jahan Sach to yeh hay ki hona hay yun To in aakhon mein aansoon hay kyun Gham na kar tu jo murjha gaye Phool khil jaayenge phir naye