Ooo.. Har pal hai jawan Har lamha haseen hai Jahan hum hain wahan Koi gum nahin hai Yeh jo hai zindagi Khushiyon mein doobi hai Hum toh yun hi Jeete.. hai.. Rozana.. Subah leke aati hai roshni Rozana.. Hey sham lati dil kashi Jaagi si zindagi hai Ye gaati zindagi hai Jaagi si zindagi hai Rozana O…rango ki barishein hai Aisi nawazishein hai Rango ki barishein hai Rozana….aa…. Dil chahta hai Har pal muskarane ko Koi dhun haule haule Gungane ko.. Jo bhi mila hai Uska durst hi samjha Zindagi jashn hai.. Jaise manane ko..ho.. Jo bhi suna Usse khushkabri jana Ho..khushiyon ko humne pehchana Rozana.. Roazana.. Subah leke aati hai roshni Rozana.. Hey sham lati dil kashi Yeh hi hai kahani apni Yeh zindagani apni Yeh hi hai kahani apni Rozana.. O…rango ki barishein hai Aisi nawazishein hai Rango ki barishein hai Rozana… Haan..aa… Phoolon mein khusboo Kaliyon mein rang jaise Hum mein hai.. Jeene ki ek umang jaise Umeedon ki hai Gunji ragini si Dil mein hai Har ghadi ek tarang jaise Sapnon ka jahan Hai jana pehchana Hoo..ek naya sapna dekha Rozana.. Rozana.. Subah leke aati hai roshni Rozana.. Hey sham lati dil kashi Bus hai yehi tamsha Har pal hai ek asha Bus hai yehi tamsha Rozana O…rango ki barishein hai Aisi nawazishein hai Rango ki barishein hai Rozana… Haan…aa..