Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Raastey har dafa, sirf tera pata Mujhse pooche bhala kyun hai Na main apna raha, na kisi aur ka Aisa mere Khuda kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Raastey har dafa, sirf tera pata Mujhse pooche bhala kyun hai Na main apna raha, na kisi aur ka Aisa mere Khuda kyun hai Dheeemi dheemi aanch pe jaise, Dheere dheere jalta hai dil yeh Bekarari, kyun hai yeh khumaari Kyun hai awaargi, kyun hai har mod par Na main apna raha, na kisi aur ka Aisa mere Khuda kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Raastey har dafa, sirf tera pata Mujhse pooche bhala kyun hai Na main apna raha, na kisi aur ka Aisa mere Khuda kyun hai Huya nahi pehle kabhi yeh Chuya nahi dil ko kisine Har arzoo, tu hi chain-o-sukoon Tu hi, main toh kahoon, tu hi hai zindagi Na main apna raha, na kisi aur ka Aisa mere Khuda kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Tu hi tu har jagah, aaj kal kyun hai Raastey har dafa, sirf tera pata Mujhse pooche bhala kyun hai Na main apna raha, na kisi aur ka Aisa mere Khuda kyun hai