Kuch labb pe hai, kuch dil mein hain Armaan zara mushkil mein hain Kuch labb pe hai, kuch dil mein hain Armaan zara mushkil mein hain Ek ajnabi pyaas, deewangi khaas hai Kuch pyaar mein keh toh diya Kuch kuch magar kehna bhi hai, kehna bhi hai… Laage (laage) kahin na ab jiyaa laage Jaage (jaage) raaton ko ab naina jaage Bechaniyan, shaam-o-sehar, mujhko nahi meri khabar Saansein chalein, beetey samay, pal na dhale Jeena mujhe, ab toh teri, palkon tale Kuch labb pe hai, kuch dil mein hain Armaan zara mushkil mein hain Kuch labb pe hai, kuch dil mein hain Armaan zara mushkil mein hain Jhoome (jhoome) masti mein mera tann jhoome Ghoome (ghoome) aawara mera mann ghoome Teri gali tera sehar, aachi lage teri dagar Ruk ke chale, chal ke ruke, yeh karwaan Aadhi lage, poori lage yeh dastaan Kuch labb pe hai, kuch dil mein hain Armaan zara mushkil mein hain Kuch labb pe hai, kuch dil mein hain Armaan zara mushkil mein hain Ek ajnabi pyaas, deewangi khaas hai Kuch pyaar mein keh toh diya Kuch kuch magar kehna bhi hai, kehna bhi hai (Kehna bhi hai…)