Shab ki baahon mein so jaaye subah Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa Shab ki baahon mein so jaaye subah Khwabon ko tere palkon pe doon sajaa Goonje saanson mein teri hi sadaa Main lafz tera tu hai meri zubaan Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar Milna tera. milna mera. Milna tha kismat mein likha Manzil bhi thi milon judaa Raahein mili jo tu milaa Tu ru-ba-ru hai aarzoo Aa bhi ja baahon mein tu zaraa Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar Badmashiyan raat bhar kar le aa toot kar Saath tere chalta chalun Anjaan raahon pe yunhi Rishta koi sadiyon ka tha Apna lage hai tu kahin Tu hi sazaa tu hi duaa Hai mere jeene ki tu wajah Shaitaniyaan raat bhar kar le aa toot kar Badmashiyan raat bhar kar le