| Kuch soch ke bola hoga tumne | |
| Ye pyaar bhi tola hoga tumne | |
| Ab na hai toh phir na sahi dilbar | |
| Iss dil ko ye samjha liya humne | |
| Isme tera ghata | |
| Mera kuch nahi jata | |
| Zyada pyaar ho jata | |
| Toh main seh nahi pata | |
| Hmm... | |
| Kuch khaas tha ye jaan leti jo | |
| Meri nazar se dekha hota tumne | |
| Iss baat ka bas gham hua mujhko | |
| Thodi si bhi koshish naa ki tumne | |
| Isme tera ghata | |
| Mera kuch nahi jata | |
| Zyada pyaar ho jata | |
| Toh main seh nahi pata | |
| Isme tera ghata | |
| Mera kuch nahi jata | |
| Zyada pyaar ho jata | |
| Toh main seh nahi pata | |
| Hmm... | |
| Socha nahi tha zindagi mein yun milogi | |
| Milke bhi tum na meri ho sakogi | |
| Par yaad aayegi jab bhi tumhari | |
| Shiqayatein na hongi bas dua rahegi | |
| Ab aur kya kehna hoga humne | |
| Karna tha jo woh kar liya tumne | |
| Shayad rahun ya na rahun dilbar | |
| Badla kabhi ye faisla tumne | |
| Isme tera ghata | |
| Mera kuch nahi jata | |
| Zyada pyaar ho jata | |
| Toh main seh nahi pata | |
| Isme tera ghata | |
| Mera kuch nahi jata | |
| Zyada pyaar ho jata | |
| Toh main seh nahi pata | |
| Hmm... |