|
Rab ki qawali hai ishq koi |
|
Dil ki diwali hai ishq koi |
|
Mehki si pyaali hai ishq koi |
|
Subah ki laali hai ishq |
|
Girta sa jharna hai ishq koi |
|
Uthta sa kalma hai ishq koi |
|
Saanson mein lipta hai ishq koi |
|
Aankhon mein dikhta hai ishq |
|
Mere dil ko tu jaan se juda kar de |
|
Yun bas tu, mujhko fanaa kar de |
|
Mera haal tu, meri chaal tu |
|
Bas kar de aashiqana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
(Rab ki qawali hai ishq koi |
|
Dil ki diwali hai ishq koi |
|
Mehki si pyaali hai ishq koi |
|
Subah ki laali hai ishq) |
|
Sochun tujhe toh hai subah |
|
Sochun tujhe toh shaam hai |
|
Haan manzilon pe ab toh meri, ek hi tera naam hai |
|
Teri aag meri jalti, koyle se heera banke |
|
Khwaabon se aagey chal ke hai tujhe bataana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
Saath-saath chalte-chalte haath chhoot jaayenge |
|
Aisi raahon mein milo naa |
|
Baatein-baatein karte-karte raat katt jaayegi |
|
Aisi raaton mein milo naa |
|
Kya hum hain, kya rab hai |
|
Jahan tu hai, wahin sab hai |
|
Tere lab mile mere lab khile |
|
Ab door kya hai jaana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
(Rab ki qawali hai ishq koi |
|
Dil ki diwali hai ishq koi |
|
Mehki si pyaali hai ishq koi |
|
Subah ki laali hai ishq) |
|
Mere dil ko tu jaan se juda kar de |
|
Yun bas tu, mujhko fanaa kar de |
|
Mera haal tu, meri chaal tu |
|
Bas kar de aashiqana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |
|
Tere vaaste mera ishq sufiyana |
|
Mera ishq sufiyana, mera ishq sufiyana |