|
Halka halka sa guma hai |
|
Jaane kya mujhe hua hai |
|
Har nazar dar badar ajnabi |
|
Humko bhi yehi gila hai |
|
Jo bhi aaj kal mila hai |
|
Har kadam dum badam ajnabi |
|
Iss taraf jo hai udaasi |
|
Iss taraf bhi hai zara si |
|
Dil ki raahon ke do ajnabi |
|
Anjaana kehne ko hi tha |
|
Mera tha woh jo bhi tha anjaani |
|
Hai magar nayi ke tu |
|
Hai yahin kahin |
|
Jab se jaana ke ab na jaana hai phir kabhi bhi tujhe |
|
Chaahaton se kinara kar liya |
|
Jab se socha ke ab na sochenge phir kabhi bhi tumhe |
|
Dil ne koi bahana kar diya |
|
Ho mere tumhare darmiyan mein |
|
Jo baatein hui nahi hain |
|
Kabhi dua mein, kabhi zubaan mein |
|
Kyun tumne kahin nahin hain |
|
Kehne ko toh kya nahin hai |
|
Dar pe har khushi khadi hai |
|
Phir bhi kyun lag rahi hai kami |
|
Anjaana kehne ko hi tha |
|
Mera tha woh jo bhi tha anjaani |
|
Hai magar nayi ke tu |
|
Hai yahin kahin |
|
Ae mere khuda, door kahin ja ho rahi hai subah |
|
Mil gayi mujhe, mil gayi tujhe wahan jeenay ki phir wajah |
|
Tu jo keh de toh manzilein |
|
Mil jaayein yun aaj phir hume tere mere yeh raaste |
|
Lag jaaye yun aaj phir gale |
|
Mil bhi tu tere phiraane |
|
Daudti hoon uss kinare |
|
Hain jahan pe mera ab jahan |
|
Anjaana kehne ko hi tha |
|
Mera tha woh jo bhi tha anjaani |
|
Hai magar nayi ke tu |
|
Hai yahin kahin |
|
Anjaana kehne ko hi tha |
|
Mera tha woh jo bhi tha anjaani |
|
Hai magar nayi ke tu |
|
Hai yahin kahin |