Tera Mera

Tera Mera 歌词

歌曲 Tera Mera
歌手 Ali Azmat
专辑 Klashinfolk
下载 Image LRC TXT
Tera mera milan nahi huwa tha
Teri yaad thi nahi
Ehsaas thi nahi
Meine Tujhe kabhi nahi chua tha
Teri aas thi mujhe
Teri piyaas thi mujhe
Piyaaas
Tu jo aa
Dil Mera
Tu bacha
Tera mera milan nahi huwa tha
Terey rang the kahi
Teri yaad thi nahi
Chalta huwa diya buja diya tha
Chal dil
Chal dil
Teri yaad ati jaye
Betabi bharti jaye
Ohhhhhh!!!
Woh jo inkar tha wohi iqraar tha mera
Woh jo khamosh tha wohi izhaar tha mera
Koi yaad ayega
Toh tu jal jaega
Unhen jab dekhna
Tera behtaab hojana
Teri har raat mein
Tera bekhawaab hojana
Mere pass ajana na
Mujhse door na jana
Tera mera milan nahi huwa tha
Teri yaad thi nahi
Ehsaas thi nahi
Meine Tujhe kabhi nahi chua tha
Teri aas thi mujhe
Teri piyaas thi mujhe
Woh jo inkar tha wohi iqraar tha mera
Woh jo khamosh tha wohi izhaar tha mera
Unhen jab dekhna
Tera behtaab hojana
Teri har raat mein
Tera bekhawaab hojana
Tera Mera 歌词
YouTube搜索结果 (转至YouTube)