|
Dekh mera music label |
|
Dekh mera manager |
|
Dekh mere badalte din jaise calendars |
|
Is industry ka main superman, yeh saare avengers |
|
Main is industry ka akela, mere jaise na rappers |
|
Dekh mera music label |
|
Dekh mera manager |
|
Dekh mere badalte din jaise calendars |
|
Is industry ka main superman, yeh saare avengers |
|
Main is industry ka akela, mere jaise na rappers |
|
Dekh, kitno ki jali mujhse |
|
Machi khalbali aaya main jab se |
|
Har gali mein hai mere hi charche |
|
Har gadhi mujh jaisa bane ko tarse |
|
2 Saal hua nikla tha ghar se |
|
Ladke jhagad ke na karta tha mar se |
|
Likhta rehta tha main, bharta tha parche |
|
Form na bharta main bakchodi karke |
|
Laga parson se parson ke ladke yeh karne ko nikle hai diss mujhe |
|
Mere kandhon pe poora rap game |
|
Khud hu chalata, jaise vishnu main |
|
Choda sab jo galat tha mujhme |
|
Mujhe lagta hai tujhko na hai akal |
|
Maine kar choda jo tu ab kare |
|
Kyuki lagta hai tujhme na hai akal |
|
Ab uth gaya mudda dubara, tu dekh |
|
Lagta hai kitna bechara, tu dekh |
|
Rap hai meri mashooka |
|
Main shaadishuda kab tak hoon main kunwara, tu dekh |
|
Kartab na karke dikha raha na fake |
|
Har waqt badhte hi jaa raha main straight |
|
Badbad tu karta begaari |
|
Tu jaise bhikari kya dene main wala, tu dekh |
|
Dekh mera music label |
|
Dekh mera manager |
|
Dekh mere badalte din jaise calendars |
|
Is industry ka main superman, yeh saare avengers |
|
Main is industry ka akela, mere jaise na rappers |
|
Dekh mera music label |
|
Dekh mera manager |
|
Dekh mere badalte din jaise calendars |
|
Is industry ka main superman, yeh saare avengers |
|
Main is industry ka akela, mere jaise na rappers |
|
Dekh kaise badla sab |
|
Kaise bane hum zero se hero |
|
Dekh, mere saath ab meri awaam hai jo kahe mujhe chiro |
|
Paka pakaya khane ki aadat nahi, tabhi kari shuruwat shuru se |
|
Kala se bhari jeb, kitno ki misaal |
|
Kaise hona kamyab aao seekho guru se |
|
I'm a smart artist, multitasking with dard sthan, core processor |
|
Control shift B wale punch na maarte jamuna paar ke rapper |
|
Hot hai yaha saare full power |
|
Aag laga di hai scene mein aakar |
|
Bachcha bachcha aaj naam sajjan |
|
Kaise sabki zubaan pe chad gaya yaavar |
|
Yeh raaz hai, aaj maa ko meri mujhpe naaz hai |
|
Jin galiyon mein bachapan bita |
|
Aaj suno un galiyon mein apni awaaz main |
|
Isse na badi koi baat |
|
Log mujhe bole ke main aane wala drake |
|
I started from the bottom, ab jaao main kahaan par aake gada kar dekh |