|
Koi na koi chahiye, pyar karne wala |
|
Koi na koi chahiye, pyar karne wala |
|
Koi na koi chahiye, hum pe marne wala |
|
Dil o jaan lutaayenge, hum toh usi par |
|
Saat mein bitaayenge shaam o sehar |
|
Shaam o sehar, mere yaara |
|
Koi na koi chahiye, pyar karne wala |
|
(Pyar karne wala), pyar karne wala |
|
Koi na koi chahiye, hum pe marne wala |
|
(Hum pe marne wala), hum pe marne wala |
|
Uss chand ke tukde ko seene se laga loonga |
|
Uss reshmi mukhde ko, aankhon mein chupa loonga |
|
Uss chand ke tukde ko seene se laga loonga |
|
Uss reshmi mukhde ko, aankhon mein chupa loonga |
|
Deewana mujhse na milega usko, |
|
Iss zameen se leke aasmaan tak |
|
Koi na koi chahiye, pyar karne wala |
|
Koi na koi chahiye, hum pe marne wala |
|
(Hum pe marne wala), hum pe marne wala |
|
Na meri koi mazil, no mera hai thikana |
|
Maine toh yaaron seekha, kaanton se dil lagana |
|
Na meri koi mazil, no mera hai thikana |
|
Maine toh yaaron seeka, kaanton se dil lagana |
|
Unn sabka main deewano hoon, |
|
Duniya se main begaan hoon |
|
Baahon mein aasmaan Hai, kadmon mein hai zamana |