|
Hum cheez hain bade kaam ki, Yaaram |
|
Humein kaam pe rakh lo kabhi, Yaaram |
|
Hum cheez hain bade kaam ki, Yaaram |
|
Ho suraj se pehle jagayenge |
|
Aur akhbaar ki sab surkhiyaan hum gungunayenge |
|
Pesh karenge garm chai phir |
|
Koi khabar aayi na pasand toh, end badal denge |
|
Ho munh khuli jamhaai pe |
|
Hum bajaayein chutkiyaan |
|
Dhoop na tum ko lage |
|
Khol denge chhatariyaan |
|
Peechhe peechhe din bhar |
|
Ghar daftar mein le ke chalenge hum |
|
Tumhaari filein, tumhaari diary |
|
Gaadi ki chaabiyan, tumhaari enakein |
|
Tumhaara laptop, tumhaari cap, phone |
|
Aur apna dil, kanwaara dil |
|
Pyaar mein haara bechara dil |
|
Aur apna dil, kanwara dil |
|
Pyaar mein haara, bechara dil... |
|
Yeh kehne mein kuch risk hai, Yaaram! |
|
Naaraz naa ho, ishq hai. Yaaram! |
|
Ho raat savere, shaam ya dopehari |
|
Band aankhon me le ke tumhe ungha karenge hum |
|
Takiye chaadar mehake rehte hain |
|
Jo tum gaye |
|
Tumhari khushboo soongha karenge hum |
|
O.. zulf mein phansi hui khol denge baaliyaan |
|
Kaan khinch jaaye agar |
|
Kha lein meethi gaaliyaan |
|
Chunte chale pairon ke nishaan |
|
Ki unn par aur na paanv pade |
|
Tumhari dhadkanein, tumhari dil sune |
|
Tumhari saans sune, lagi kampkapi |
|
Naa gajre bune, juhi mogra toh kabhi dil |
|
Humaara dil, pyar mein haara bechara dil |
|
Humara dil, humara dil |
|
Pyaar mein haara |
|
Bechara dil... |