| 作词 : Akshay Poojary | |
| 作曲 : Akshay Poojary | |
| Raat ke 3 bajke 16 minute, 16 saal ki umar se dikhta waqt yehi, | |
| Saaransh mera prashna chinha, Kaarkhana ke samay lagta tha sab sahi. | |
| Par ab na jaa sakta uss waqt mai, kheech le aau woh waqt yahi. | |
| Jawaani lagti khokhli, bachpana lagta sach nahi. | |
| Kyuki bachpan na jeeya sahi se, tha mai kamzor dil, sharif sa, | |
| 10 kadam chalne pe paeron ki nas ne khicha. | |
| Bachpan se dard hai seekha, logon ko marte dekha aur unko khona seekha. | |
| Na jeb mai khota sikka aur na khot rakh ke jeeta. | |
| Kalam pakad na paata fir bhi likhta tha kavita aur kahaniya... | |
| Unn lamho ne sambhal liya, thhe haath dukhte bohot fir bhi likhta apni Gita. | |
| Bina aaine ko dekh khudko jaanu, bhula na woh raatein jab mai maut apni chaahu. | |
| Bhula na woh din jab sab haste mujhpe khulke ab mai paas se jo guzru unke hosh le udd jaau. | |
| Sangeet pe hai Sky, aakhon mai baadal baras aaye. | |
| Ek waqt tha, papa ne apni jaan deni chaahi, | |
| Mai zindagi ki roshni mai unki hi parchchaai. | |
| Sach hai sahi, | |
| Inn kagaazon mai. | |
| Hum hai yahi, | |
| Likhawato mai. | |
| Khush hai nahi, | |
| Aise raasto pe. | |
| Par beh rahi, beh rahi, beh rahi main... | |
| Palatta hu kitaab apni, mai bohot khushnaseeb hu, | |
| Maine dekhi itni baar maut, ab mai khauf se tehzeeb lu. | |
| Apne tareeko se na aata baaz, kitni baar tha mai laparwah, | |
| Zimmedari ka saafa baandh, chhodu piche ateet ko. | |
| Hamesha chhota ghar tha, par na chhote thhe sapne, | |
| Hum na lautenge socha, ab chalte hum apneepath pe. | |
| Mujhpe na koi mukadme, par jo bhi kaatte thhe raste, | |
| Yeh na padh sake insaan, kya samjhenge partein. | |
| Samajh aaya ki jeevan filmo se zyada dilchasp hai, | |
| Tabse ban gaye kirdaar har din khudke dil bharne. | |
| Apne sukh mai kin-kin ne tha bhula woh ehsaas, | |
| Par jab dukh aata bharke tab atak jaati hai saans. | |
| Lagti ladne, aakhon se bana rahi hai jharne, | |
| Seene mai hai dhua, bante chhalle, bharte panne. | |
| Waqt tham sa gaya jabse hum bhi lag gaye badhne, | |
| Ho karzein sarpe bhaari tab na din guzarte padhke. | |
| Kal thhe ladke, aaj hum aadmi, iss baat se niraash hi. | |
| Ummeed karta aane waale din na mere aakhri. | |
| Har ek saans, har ek shabd hai jawabdaari, | |
| Chaandni hai raat, humein aaj kahi bhaagna nahi. | |
| 3:16. |
| zuo ci : Akshay Poojary | |
| zuo qu : Akshay Poojary | |
| Raat ke 3 bajke 16 minute, 16 saal ki umar se dikhta waqt yehi, | |
| Saaransh mera prashna chinha, Kaarkhana ke samay lagta tha sab sahi. | |
| Par ab na jaa sakta uss waqt mai, kheech le aau woh waqt yahi. | |
| Jawaani lagti khokhli, bachpana lagta sach nahi. | |
| Kyuki bachpan na jeeya sahi se, tha mai kamzor dil, sharif sa, | |
| 10 kadam chalne pe paeron ki nas ne khicha. | |
| Bachpan se dard hai seekha, logon ko marte dekha aur unko khona seekha. | |
| Na jeb mai khota sikka aur na khot rakh ke jeeta. | |
| Kalam pakad na paata fir bhi likhta tha kavita aur kahaniya. . . | |
| Unn lamho ne sambhal liya, thhe haath dukhte bohot fir bhi likhta apni Gita. | |
| Bina aaine ko dekh khudko jaanu, bhula na woh raatein jab mai maut apni chaahu. | |
| Bhula na woh din jab sab haste mujhpe khulke ab mai paas se jo guzru unke hosh le udd jaau. | |
| Sangeet pe hai Sky, aakhon mai baadal baras aaye. | |
| Ek waqt tha, papa ne apni jaan deni chaahi, | |
| Mai zindagi ki roshni mai unki hi parchchaai. | |
| Sach hai sahi, | |
| Inn kagaazon mai. | |
| Hum hai yahi, | |
| Likhawato mai. | |
| Khush hai nahi, | |
| Aise raasto pe. | |
| Par beh rahi, beh rahi, beh rahi main. . . | |

| 3: 16. |
| zuò cí : Akshay Poojary | |
| zuò qǔ : Akshay Poojary | |