|
Aa... |
|
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil |
|
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye |
|
Ik ladka ik ladki ki yeh kahani hai nayi |
|
Do lafzoon mein yeh bayaan na ho paaye |
|
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil |
|
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye |
|
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane |
|
Teri meri, meri teri Prem kahani hai mushqil |
|
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye |
|
Aaa... |
|
Tumse dil jo lagaya toh jahaan maine paaya |
|
Kabhi socha na tha yun meelon door hoga saaya |
|
Kyun khuda tune mujhe aisa khwaab dikhaya |
|
Jab haqiqat mein usey todna tha |
|
Aa... |
|
Ik dooje se huye judaa, jab ik dooje ke liye bane |
|
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil |
|
Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye |
|
Teri meri baaton ka har lamha |
|
Sab se anjaana, do lafzoon mein yeh |
|
Bayaan na ho paaye |
|
Har ehsaas mein tu hai |
|
Har ik yaad mein tera afsaana |
|
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye |
|
Aaaa... |
|
Sara din bit jaaye, Saari raat jagaye |
|
Bas khayal tumhara lamha lamha tadpaye |
|
Yeh tadap keh rahi hai mit jaaye faasle |
|
Yeh Tere mere darmayaan hai Jo saare |
|
Ik dooje se huey juda Jab ik dooje ke liye bane |
|
Teri meri baaton ka har lamha Sab se anjaana |
|
Do lafzon mein yeh Bayaan na ho paaye |
|
Har ehsaas mein tu hai har ik yaad mein tera afsaana |
|
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye |
|
Teri meri, meri teri prem kahani hai mushqil |
|
Do lafzon mein yeh bayaan na ho paaye |