|
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe |
|
Jab khabar uthe ke aawe, Singham |
|
Na agan jale na magan jale |
|
Bas kehar chale jab aawe, Singham |
|
Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye |
|
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye |
|
Na kisi se yeh kam |
|
bada iss mein hai dum |
|
Nar Singh hai yeh Singham |
|
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe |
|
Jab khabar uthe ke aawe, Singham |
|
Na agan jale na magan jale |
|
Bas kehar chale jab aawe, Singham |
|
Dil toh saccha hai |
|
iss dil mein rakh loon |
|
Sapna accha hai palkon se dhaklo |
|
Dil-vil se toh hai yeh ik baccha |
|
sharaarat karta hi phire |
|
Agar kabhi samjhe iss ko koi kaccha, ghusa hi mile |
|
Taaza hai hawa ka yeh jhoka |
|
yahan wahan behta hi phire |
|
Agar kabhi isska raasta roka |
|
toofan sar chade |
|
Buron ko khench ke khench ke dhool dabeech ke lehpath padh jaaye |
|
Bhalon ko kheench ke kheench ke baanhon mein bheech ke jappi mil jaaye |
|
Na kisi se yeh kam |
|
bada iss mein hai dum |
|
Nar Singh hai yeh Singham |
|
Mann bhanwar uthe, tann sihar uthe |
|
Jab khabar uthe ke aawe, Singham |
|
Yeh na satka hai, raste se kathor |
|
Tagda jhatka hai, dum hai toh chakh lo |
|
Atrangi hai josh mein chalta |
|
Bahoon mein bijli si chale |
|
Bisre sholay sholay dushman toh raakh mein jaa miley |
|
Jaise koi sher sehra mein chalta |
|
Saara jag raundta chale |
|
Yaaron bus ladhne ka isse chaska, parbat se bhide |