|
Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana |
|
Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana |
|
Hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana |
|
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana |
|
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana |
|
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana |
|
Bigade duniya, bigadne bhi do |
|
Jhagade duniya, jhagadne bhi do |
|
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao |
|
Duniya roothe, roothne do |
|
Bandhan toote, tootne do |
|
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao |
|
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana |
|
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana |
|
Aankhon mein hain bijliyaan, saanson mein toofaan hai |
|
Darr kya hai aur haar kya, hum isse anjaan hai |
|
Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen |
|
Sitaarein bhi hum tod lenge, hamein hai yakeen |
|
Ambar se hai aage hamaara thikaana |
|
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana |
|
Sapnon ka jo des hai, haan hum vahin hain pale |
|
Thode se dil phenk hai, thode se hai mann chale |
|
Jahan bhi kahe apna jaadu dikhaate rahe |
|
Mohabbat haseenon ko aksar sikhaate rahe |
|
Aaye hamein dil aur neendein churaana |
|
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana |
|
Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana |
|
Koi, kehta, kitna bhi humko deewana |
|
Oh, hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana |
|
Oh, jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana |
|
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana |
|
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana |
|
Bigade duniya, bigadne bhi do |
|
Jhagade duniya, jhagadne bhi do |
|
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao |
|
Duniya roothe, roothne do |
|
Bandhan toote, tootne do |
|
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao |
|
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana |
|
Oh, hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana |