|
Ping pong baade ka Ching dada hoon |
|
Awaara khwabon ka shehzaada hoon |
|
Laao falak se arakh la ke do |
|
Pyaala peene pe amaada hoon |
|
Thoda para bharo, pyaala saara bharo |
|
Pyaasa na rakhna mujhe. |
|
Shaam parosi hai |
|
Chaand parosa hai |
|
Koi kami na rahe |
|
Arey chhonka laga ke o darling |
|
Chhonka laga ke o darling |
|
Naam mera rakh le zara |
|
Arey chakh le zara |
|
My Name is Ranveer Ching. |
|
Arey chhonka laga ke o darling |
|
Chakh le zara |
|
My Name is Ranveer Ching. |
|
Aaanh. |
|
Ching chong oly jingle from ping pong |
|
(Manchow) |
|
Hindi Chini bhai bhai |
|
Mughlaai aur Manchow |
|
Aye jeb bhara - Manchurian |
|
Aur pet bhara - Kanchurian |
|
Arey Schezwani munh mein paani |
|
Pet ki pooja kar le jaani |
|
Khaate reh, peete reh, jeete reh |
|
Khaate reh, peete reh, jeete reh |
|
Yeah! |
|
Peg do peg ka peena bhi kya |
|
Pyasa reh ke jeena bhi kya |
|
Chaubis ghante nashe mein jee |
|
Din aur saal mahina bhi kya |
|
Yaaro baat suno |
|
Boond boond chuno |
|
Zindagi maykhaana hai |
|
Koi khatra nahi |
|
Qatra qatra nahi |
|
Poora samundar hai yeh |
|
Arey chhonka laga ke o darling |
|
Arey Chhonka laga ke o darling |
|
Naam mera rakh le zara |
|
Arey chakh le zara |
|
My Name is Ranveer Ching. |
|
Arey chhonka laga ke o darling |
|
Chakh le zara |
|
My Name is Ranveer Ching. |
|
Aye My Name is Ranveer Ching |
|
Arey naam tera Ranveer. |
|
Oye My Name is Ranveer. Ching.! |