|
Ho maane ya koi maane na |
|
Yahaan apni bhi thodi adaa thoda andaaz hai |
|
Aise hain chaahe waise hain |
|
Arey jo bhi hain jaise hain |
|
Khud pe humein naaz hai |
|
Jaane na humko ye zamaana |
|
Chaaho to humko aazmaana |
|
Hum yaar-baaz hum jaal-saaz |
|
Hum ishq-baaz dilwaale |
|
Kehte hain humko pyar se India waale |
|
Chhu lete dil ke taar se India waale |
|
Har jeet cheen le haar se Indiawaale |
|
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale |
|
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale |
|
Yun toh seedhe bade.. |
|
Kabhi chahein to hathon se lete laqeerein chura |
|
O.. humko parwaah nahi |
|
Jo bhi kehta hai, kehne de jag ye bhala ya bura |
|
Jaisi bhi marzi ho humaari |
|
Karte hain aisi hoshiyaari |
|
Par dil se yaar jo le pukaar |
|
To jaan nisaar kar daale |
|
Kehte hain humko pyar se India wale |
|
Chhu lete dil ke taar se India wale |
|
Har jeet cheen le haar se Indiawaale |
|
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiaawale |
|
Ungli pe sabko nachaa dein hum Indiawaale |
|
Aankhon ki aankhon ki chaabi se |
|
Thoda betaabi se chupke se khole dilon ke taale |
|
Jaan dete, usko jahaan dete |
|
Apna imaan dete jiski bhi baahe gale me daale |
|
Duniya se humko kya le jaana |
|
Yaaron ke dil mein ho thikana |
|
Humein ek baar hota hai pyaar |
|
Ye laakh baar kehla le |
|
Kehte hain humko pyar se India wale |
|
Chhu lete dil ke taar se India wale |
|
Har jeet cheen le haar se Indiawaale |
|
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale.. |
|
Dushman ke chakke chhuda de, chhuda de... |
|
Ungli pe sabko nachaa dein... |
|
Dushman ke chakke chhuda de hum Indiawale.. |